Skip to main content
Robin Hood: The Hero of Sherwood Forest Robin Hood: The Hero of Sherwood Forest In the heart of medieval England, amidst the towering oaks and whispering leaves of Sherwood Forest, lived a man whose name echoes through the ages — Robin Hood . The legendary outlaw who stole from the rich to give to the poor, Robin Hood stands as a symbol of justice, bravery, and hope against tyranny. Sherwood Forest—the legend’s home. The Man Behind the Legend Robin Hood’s story begins with a man of noble heart, but hunted by the law. Some say he was once a wronged nobleman; others claim he was a commoner stirred by compassion. Whatever his origins, Robin became an outlaw not by choice, but in pursuit of justice. The archer who defied injustice. Life in Sherwood Forest In Sherwood, Robin gathered a loyal band of outlaws—Little John, Friar Tuck, Will Scarlet, and more—each committed to defending the poor and resisting the sheriff’s ...

Sad love poem.

zindagi sari chah me gujri,
umar sari guanah me gujri.
ek khushi hum ne dil se maangi
wo bhi gam ki pnaha me gujri..
Jab Rulaana Hi Tha Tujhe
To Phir Hasaya Kyun
Saath Reh Kar Bhi Hai Judaa
To Paas Aaya Kyon
Tumne Bhi Rangoli Sajayi Hogi
Matwaali Diwaali Manayi Hogi
Bujha Hua Chirag Dekhkar
Humari Yaad to Aayi Hogi
i’m not denying anything to you..
its ur life,do whatever u want..
just that,don’t expect anything
from me after that
Roz kisi ka intzaar hota hai,
Roz yeh dil udass hota hai,
Kash ke koi yeh samjh pata ki,
Chup rahne walon ko bhi kisi se pyar hota hai
Kisi ne hamein aashiq kaha,
Kisi ne hamein deewana kaha,
In aankhon mein aansu tab aaye,
Jab apnon ne hamein begana kaha
Kisi ko mohabat ki sachchai maar degi,
Kisi ko mohabat ki gehrai maar degi,
Kar ke mohabat koi na bachega,
Jo bacha use tanhai maar degi
Ashiyana Jo Dil Ne Basana Chaha,
Sari Duniya Ne Use Mitana Chaha.
Wo Jane Q Humse Door Hote Chle Gaye
baal faila kar jab koi
mehbooba kabar par roti hai
tab mehsoos hota hai ke
mout kitni haseen hoti hai
Itna He Samajh Paye Hain
Itne Aasu Baha Kar
Sirf Tune Diya Dhoka
Is Dil Ke Kareeb Aakar…
Rulane ko apni kahani kafi H
ishq me 4 pal ki jindgani kafi H
dubne k liye samundar ki kya jrurat,
apni palko se tapka wo pani hi kafi H
Maine dil se kaha dhood lana khushi,
nasamajh laya gam to ye gam hi sahi….
Tum se na kat sakaega andheron ka ye safar.
Ab shaam ho rahi hai mera saath chhor do.
Mere sabrr ki inteha kya poochhte ho,
Woh mujh se lipat kar roye bhi to kisi aur ke liye.
tuta ho dil to dukh hota h, krke mohabat kisi se y dil rota h, Drd ka ehsas to tb hota h, Jb jisse mohabat ho or uske Dil me koi or hota h..

Comments